27 मार्च 2018

Tally9 Function in Ledger Statement



Tally9 Function in Ledger Statement







Daybook, Interest report, Stock report, Accounts relative report check karana in ledger statement


Ledger ki Statement Dekhate huye anya report dekh or changes kar sakte h or ESC  button se  vapis legder ki statement  ki window par aa sakate hai.


Gateway of Tally me  Display par click kare  (Shortcut  DAL press Karen Gateway of Tally par)

Accounts Book Par click kare,
Select ledger list me se ek ledger select Karen

ab apake samane kise ledger ki statement len-den ka vivarn or balance show hoga




Ledger statement ke right side me Function list h jisake bare me janege




F1  Detail

Alt + F1 baton dabane par ledger ki transaction ko detail me dekh sakate h

F2 Period

Period detail jaise 1-4-17 se 30-6-17 tak dekh sakate h

F4 Ledger

Anya khata dekhane ke liye F4 par click Karen, isame ek bar period set karene ke bad
 anya ledger ko bhi usi samayavadhi ke anusar dekh sakate hai

F6 Dly-Brk-Up 

ledger ka Pratidin (Daily) ka balace dekhane ke liye use Karen

F7 Monthly

Ledger ka month-wise- balance dekhane ke liye

F8 Colummner 


B Billwise  

Billwise detail dekhane ke liye yadi ho to check kar sakte hai

C  Contect 

Ledger Ke Mobile no. Address dekhane ke Alt+C se check kare

F8  Related Report  

Ledger se sambandhit report Jaise

Bill wise Detail,
Interest Calculation,
Purchase-Sales Order,

F9 Inventory Reports

 Stock se relative report dekhane ke liye is function ka use kare jaise

Godown Summary  ( Godown ki detail dekhane ke liye click kare)

Movement Analysis  (Stock ke in or out detail dekhane ke liye click kare)

Stock Summary    ( Stock Summary detail jaise stock In-Out-closing stock detail dekhane ke liye)

Stock Query         (stock item ki purchase-sale batch or expiry detail dekhane ke liye click kare)
(Anya)


F10 Acconting Report


 Accounts se relative report dekhane ke liye use Karen jaise  (ESC button se   ledger show hoga)
  Balance –Sheet  (leger dekhate huye balance sheet dekhana  )

Bill Payable          ( outstanding report dekhane ke liye)

Cash/Bank Detail   ( Cash or Bank ki detail dekhana)

Day Book   ( ledger dekhate huye Daybook dekhana )

Purchase Register  (Goods ki purchase detail dekhane ke liye)

Sales Register     (Goods ki Sales report dekhane ke liye)

Trial Balance     ( All ledger ka balance dekhane ke )


Note- ledger statement dekhate huye other report dekhane ke bad Keyboard me ESC key par click karane par punah ledger statement show hoga, Ledger Milan karate samay ye function bahut upyogi hota h, bar-bar other report par jane ki avashykta nahi h

कोई टिप्पणी नहीं:

Reverse Charge Machanism (RCM) GST

What is RCM in GST? RCM ka pura nam Reverse Charge Machnism hota H. Goods & Service par RCM applicable Hota h Niymanusar. - Ydi R...