06 मार्च 2018

Maintain Batches, Expiry Details




Maintain Batches, Expiry Details

Stock Item me Purchase or sale karate samay Batch No. or Expiry Date likhane ke liye

Expiry Or Batches ka uprog Pesticides , Medicine, or Food trade me kiya jata hai

F-11 Feature Me F2 Inventory Feature ko open karenge

Inventory Feature me 

Maintain Batch Wise Details Option ko YES karenge




aur isi ke sath (Set Expiry Dates for Batches) Option ko bhi Yes karenge
ye setting karane ke bad Ctrl+A se F-11 ke Feature ko save karenge

isake bad Inventory Info me (Gatway of Tally me) Stock item creat karenge
Items banate samay Maintain In Batches = YES, Or Use expiry Date = YES karenge
-          jab tak F11 me uprokt option yes nahi karenge tab tak item banate samya
-          expiry or batches ka option on nahi hoga

-          or jab tak item me dono option nahi honge tab tak voucher me show nahi hoga
F-11 Feature me sahi option set hone ke bad purchase voucher  banate hai

Purchase voucher me stock item select karane ke bad ek new window open hogi
jisame Batch/Lot No. likhakha hoga, naya batch no hai to new number par enter karenge
or B512 batch no. likhate hai usake bad Qty, rate, amount ke field pure karate huye



expiry colom me expiry date fill karenge. yadi koi stock item ke alag-alag batch

 no. hai to enter karake new batch fill karake detail bharenge.










is tarah purchase voucher me Expiry or  Batch no. ki entry kar sakate hai.


jab Sales Voucher banate hai to stock item ko select karane ke bad ek window open hogi
is window me hame item ki expiry or batch no. nahi likhane hai kyoki purchase karate samay
hamane stock item me ye detail fill kit hi, isliye Sale voucher banate samay list of active Batches ki list
open hogi usame se upyukt item ko select karake entry ko pura kar sakate hai.











Reverse Charge Machanism (RCM) GST

What is RCM in GST? RCM ka pura nam Reverse Charge Machnism hota H. Goods & Service par RCM applicable Hota h Niymanusar. - Ydi R...